Fullscreen view active. Tap screen to show options.
BACK
18px
main pūre man se terā dhanyavād karugā मैं पूरे मन से तेरा धन्यवाद करूँगा,
Singer: Traditional / Gospel
मैं पूरे मन से तेरा धन्यवाद करूँगा,
देवताओं के सामने भी,
तेरा भजन गाऊँगा।
जिस दिन मैंने पुकारा तूने मेरी सुनली
और मुझ में बल देकर हियाब है बंधाया
यहोवा मेरे लिए सब कुछ पूरा करेगा,
वो अपने हाथों के कार्य को
कभी त्याग न देगा।
main pūre man se terā dhanyavād karugā,
Devatāon ke sāmane bhī,
Terā bhajan gāugā।
Jis din maine pukārā tūne merī sunlī
Aur Mujh mein bal dekar hiyāb hai bandhāyā
Yahovā mere liye sab kuchh pūrā karegā,
Vo apne hāthon ke kārya ko
Kabhī tyāg na degā।